LEVEL__ 2 Reiki 👪

LEVEL two ✌me ap Reiki distance me hath ka ek gun jaisa shape bana kar karenge

Ap reiki healing Ek room me patient ke pass baid kar kar sakti hai

Ap apne room me aur apke pati ya bachche ghar se bahar ho to bhi ap unhe din me jab bhi ap free ho tab healing de shakti hai

Ap apne ghar par hai aur ap jinhe healing sessions dena chahti ho wo doosre country me ya city me bhi rahte ho ya waha ho to bhi ap distance me healing de shakti hai

HEALINGke baad hand wash jaruri hai

with soap 🧴🧼

with salt water💦💧

with plane water💦 ××××××× NO

Create your own website, free on WordPress.com.Create your own website.
Start free